Friday, July 10, 2020

Romantic Shayari - Royal Shayari Mafia


Romantic Shayari - Royal Shayari Mafia

।।अजनबी से जान तक का सफ़र।।

अजनबी लगते हो, मेरे
अब अंजान लगने लगे हो, मेरे
थोड़ा जानने लगी हूं , तुम्हे की
जान लगने लगे हो तुम, मेरे   
    ~सलोनी 🥀
Follow Publisher





Want to Publish Your Poem, Shayari, Quotes, Or Captions. Click Here

Wednesday, July 8, 2020

HINDI SHAYARI, URDU SHAYARI, SMS SHAYARI, LOVE SHAYARI - ROYAL SHAYARI MAFIA

HINDI SHAYARI, URDU SHAYARI, SMS SHAYARI, LOVE SHAYARI - ROYAL SHAYARI MAFIA

Maa Ke Jeevan Ka Maksad

Ghar Ghar Chulha Chowka Karti Karti Suit Silai Maa
Bachhon Khatir Jod Rahi Hai Dekho Payee Payee Maa

Babu Ji Ki Aamad Bhi Kam Upar Se Ye Mehngayee
Tute Chashme Se Ba Mushkil Karti Hai Turpayee Maa

Sehte Sehte Saare Ghar Ki Badhti Jimmewari Ko
Ghat Te, Ghat Te Aaj Bachi Hai Kewal Ek Tihayee Maa

Teeka, Kundal, Hansli, Kangan, Tagri, Nath, Bichuae, Chutki
Beti Ki Shaadi Ki Khatir Sab Girvi Rakh Ayee Maa

Saare Rishte Jhuthe Nikle Matlab Ke The Yaar Sabhi
Kewal Tune Hi Aajeevan Nishchal Preet Nibhayee Maa

Pizza Burger Kab Hote They Meethey Poodey
Deti Thee Roti Par Rakh Kar Shakkar Aur Malai Maa

Darzan Bhar Logo Ka Kunba Phir Bhi Tha Sanjha Chulha
Miljul Kar Rahti Thi Ghar Mein Dadi, Chachi, Tai, Maa

Naam Sabhi Hain Gur Se Meethey Chahe Main Kuch Bhi Boloon
Biji Janni Mataa Mummy Maiya Amma Mayee Maa

Bachha Hi Maksad Hota Hai Maa Ke Jeevan Ka ‘Agyat’
Himmat De Uske Khwabon Ko Deti Hai Unchayee Maa…

--------------------------------------------------------------------

Tere Saharey Ki Aadat

Ye Nahi Janta Ki Tujh Me Aisha Kya Hai
Tujhey Manta Hu Jyada Aisha Kyu Hai
Mere Har Ek Sawal Ka Javab To Hai
Is Musaphir Duniya Me Mera Rehnuma Tu Hai

Tere Sath Ki Aadat Si Ho Gayi Hai
Jindgi Ko Teri Jarurat Si Ho Gayi Hai
Chhod Naa Dena Jindgi Ki In Rahoo Me Hamey
Abb Tere Saharey Ki Aadat Si Ho Gayi Hai

Want to Publish Your Poem or Shayari or Quotes Or Captions. Click Here

Hindi Shayari, Urdu Shayari, SMS Shayari, Love Shayari - Royal Shayari Mafia

Hindi Shayari, Urdu Shayari, SMS Shayari, Love Shayari - Royal Shayari Mafia

Apne Dil Ki Sun

Apne Dil Ki Sun Afwaho Se Kaam Na Le

Mujhe Yaad Rakh Beshak Naam Na Le
Tera Waham Hai K Hum Bhule Hain Tujhe
Meri Koi Aisi Saans Nahi Jo Tera Naam Na Le

--------------------------------------------------------------------

Bechain Dil

Bechain Hai Dil Bekarar Bhi Hai

Chahat Bhi Aur Pyar Bhi Hai
Judai Ka Gam Bhi Hai Aur Milne Ka Intezaar Bhi
Tumhe Milne Ke Liye Itna Bekarar Kar Dunga
Kabhi Bhula Na Sakoge Main Itna Pyar Dunga
Agar Jana Hai Door Hamse Sauk Se Jaiye
Par Jab Bhi Akele Baithoge Main Phir Se Bekarar Kar Dunga…


--------------------------------------------------------------------

Zeher Judai Ka

Kisi Sham Mujhe Toot Kar Bikharta Dekho

Meri Ragon Mein Zeher Judai Ka Utarta Dekho
Kis-Kis Ada Se Unhe Maanga Tha Rab Se
Aao Kabhi Mujhe Duaon Mein Siskta Dekho…

Want to Publish Your Poem or Shayari or Quotes Or Captions. Click Here


Hindi Shayari, SMS Shayari, Love Shayari, Urdu Poetry - Royal Shayari Mafia

Hindi Shayari, SMS Shayari, Love Shayari, Urdu Poetry - Royal Shayari Mafia

Apko Yaad Karte Hain

Har Pal Haske Jiya Karte Hain
Tumse Dil Ki Har Baat Kiya Karte Hain
Tum Khas Ho Humare Liye
Isliye Har Waqt Apko Yaad Kiya Karte Hain

Humare Beech Ki Nazdikiyan Kabhi Kam Na Ho
Khuda Kare Tumhe Kabhi Koi Gam Na Ho
Jis Din Tute Ye Rista Apna
Khuda Kare Us Din Is Jahan Me Hum Na Ho

Chah Kar Bhi Juda Na Reh Sakoge
Rooth Kar Kabhi Khafa Na Reh Sakoge
Hum Saath Hi Kuch Aise Nibhayenge
Ke Aap Hume Kabhi Alvida Na Keh Payenge

-------------------------------------------------------------------------------------------------

we will be together

A day will come when we will be together
how long it takes doesn’t matter

We will go to a place which is beautiful and quiet
enjoying food in candlelight

Silent music will increase the grace
and moonlight will add beauty to her face

Together we will look at stars for long
and then we will dance on her favorite song

The whole night we will spend looking at the moon
having her hand in mine I’ll make it clear soon

No one can take your place in my life
can we be husband and wife?

If she agrees then it’s time for us to fly
and if she says no then it's better for me to die

-------------------------------------------------------------------------------------------------


Ab Kiska Intezaar

Usne Kaha Ab Kiska Intezaar Hai,

Maine Kaha Ab Bhi Mohabbat Baaki Hai,
Usne Kaha Tu Toh Kab Ka Guzar Chuka Hai ‘Masroor’,
Maine Kaha Ab Bhi Mera Hausla Baaki Hai…

-------------------------------------------------------------------------------------------------

Want to Publish Your Poem or Shayari or Quotes Or Captions. Click Here